Tere laut aane ki fariyad karte hai hum,
Andhero mein tanhaiyo se teri baat karte hai hum,
Tum bhool gaya hume ye sahi
Par her ghadi her lamha tujh yad karte hai hum...
Jab se juda hoe hai onse hum,
Dil ne humare dhadkna chod diya,
Deewane kuch ese the onke pyar mein ki
Onke jane ke bad hotho ne muskurana chod diya hai..
Chadte huye suraj ko dhalte dekha
Bhujte huye diye ko jalte dekha
Heere ka jaha koi moul nahi paya
Waha khote sikke ko chalte dekha
Jinka ess duniya me koi nahi hota
Unko bhi hr mushkil se ladte dekha
Khuda ki rehmat barsti hai sab par
Uske bando ko pani par chalte dekha
Zindagi me kuch gum jaruri h
Warna khuda ko kon yaad krta
Milta naseeb chahne se to
Khuda se fariyad kon karta
Hota sukun hr nigah me to
khuda ka diddar kon karta
इस उम्मीद से मत फिसलो,
कि तुम्हें कोई उठा लेगा !!
सोच कर मत डूबो दरिया में,
कि तुम्हें कोई बचा लेगा…!!
ये दुनिया तो एक अड्डा है,
तमाशबीनों का दोस्तों,
गर देखा तुम्हें मुसीबत में तो
यहां हर कोई मज़ा लेगा…!!!
No comments:
Post a Comment